Sunday, June 20, 2010

tum geo hazao saal goher bai

aslamalikum, congrates GOHAR Bai goherbai may tu aik pathan ho or gareeb ho muje ap say milne ka behad shoq hy par ap bare log ho may Gohar bai ap k liye sirf dowa kar sakta ho ALLAH ap ko boht shohrat dy boht ziyada izat dy der sari kamyabiyan dain bas ALLLAH say gozarish hy k kabi ap ko koi mushkil na paish kary ameen suma ameen